Movie: Aradhana
Singer: Mohammed Rafi, Lata Mangeshkar
Music Director: S. D. Burman
Lyricist: Anand Bakshi
baagon me bahaar hai ? hai
kaliyon pe nikhaar hai ? hai
tumko mujhse pyaar hai ? na na na na na na
baagon me bahaar hai
chhodo hato, jaao pakdo na bainyyan
aaun na main teri baaton me, saiyyaan
tumne kaha hai dekho, dekho mujhe saiyyaan
bolo tumko iqraar hai, hai, phir bhi inkaar hai ? haan hai
tumko mujhse pyaar hai ? na na na na na na
baagon me bahaar hai
tumne kaha tha main sau dukh sahungi
chhupke piya tere mann me rahungi
main sab kahungi, lekin wo na kahungi,
tumko jiska intzaar hai
hai
phir bhi takraar hai ? hai
tumko mujhse pyaar hai ?
na na na na na na,
nahi nahi nahi
baagon me bahaar hai
achha chalo, chhedo aage kahaani
hoti hai kya bolo pyaar ki nishaani
bechain rehti hai prem deewaani
bolo kya dil beqaraar hai ? haan hai
mujhpe aitbaar hai ? hai
jeena dushvaar hai ? hai hai
aaj somvaar hai ? are baba, hai
tumko mujhse pyaar hai ?
hai... na na na na na